Hello namskar dosto welcome to my blog aaj mai aap sabhi ko batane wala hu ki kaise aap apne phone se duplicate file ko delete karte hai , duplicate se mera matlab hai , jaisa ki aap logo ne dekha hoga ki humare phone me ek he file ki bahoot sari copy file ban jati hai, jo humare phone ka bahoot sapace le leti hai to chaliye jan lete hai ki kaise duplicate files ko delete karte hai.
1. Sabse pahne apne phone ke play store open kijiye search box me type kijiye duplicate files pixer aapko kuch es prakar k logo wala app milega
dosto jaisa ki aap uper ki picture me dekh pa rahe hai , maine ye app install kar liya hai to waha pe ab open ka option dikha raha hai but aap search kare.
aap ko install ka option aayega aap usape click karke install kar lijiye jaise he aap us app ko open karenge to aapko kuch aisa dekhane ko milega.
Jaisa ki aap dekh pa rahe hai yaha pe bahot sare option hai alag -alag file ko scan karne k liye , audio scan, video ,photo, document ya aap chahe to aap full scan kar sakte hai esame aapki sabhi prakar ki duplicate file scan ho jayengi usake baad aap un duplicate file ko delete kar sakte hai,
dosto aaj k liye bas etna he bye bye see you soon.
0 Comments